रीट & RPSC अभ्यर्थियों के सुझाव, शिकायत और वार्तालाप (REET & RPSC Discussion Adda- Please share your problem and suggestion regarding REET & RPSC vacancies on this page)
नमस्कार दोस्तों reetexam.in में आपका स्वागत है ये पेज हमने रीट से जुड़े हुए लोगो के लिए बनाया है इसमें आप रीट के बारे में अपने सुझाव और शिकायत रख सकते है और अपने दोस्तों के साथ रीट के बारे में वार्तालाप भी कर सकते है |
Contents
REET RPSC Discussion Adda
एक आम आदमी के लिए अपनी बात या सुझाव लोगो तक पहुचाना बहुत ही मुश्किल होता है हालाँकि सोशल मीडिया एक साधन जिस से आप अपनी बात लोगो तक पंहुचा सकते हो पर वो बहुत ही सिमित दायरा है Whatsapp के जरिये भी आप अपनी बात को लोगो तक पंहुचा सकते हो |
SMC Education टीम ये कोशिश कर रही है कि आपकी बात सबके पास पहुचे और अगर आपका मुद्दा लोगो के हित से जुड़ा हुआ है तो उसे मीडिया तक जरूर पहुचाया जाया | तो आप से निवेदन है अगर आपके मन में कोई भी रीट या RPSC से समन्धित सवाल है तो इस पेज पर जरूर शेयर करे |
SMC Education Group टीम तक अपनी बात पहुचाने के तरीके –
1 आप इस पेज पर कमेंट कर सकते है अगर आपकी बात जायज और सबके हित में होगी तो हम उसे इस पेज में प्रकाशित करेंगे
2 आप हमें ईमेल कर सकते है – reetexam@gmail.com
३ आप हमें WhatsApp 8952892789 पर भेज सकते हो (पर बहुत मैसेज आने के कारण आपका मैसेज मिस भी हो सकता है )
REET Problem & Suggestions
- Vinod Kumar Gupta Via Email
2. Raj
BHARTI ME GOVERNMENT OR RECRUITMENT AGENCY ACHANAK DECISION LE SAKTE HE, UPSC, RPSC, SSC SABHI KE NOTIFICATION DHYAAN SE PADHE, AAPKA YA AAP JESA KA NUMBER NAHI AA RAHAA TO YE KAHNA CHAHIYE KI MERA NAI AA RHAA SARKAAR PAR AAROP MAT LAGAAAO JALDI HI SARKAAR CYBER RELATED NAYE RULE LAA RAHI HE TAKI INTERNET PAR KOI FALTU KI KHABRE NA PRAKASHIT KARE OR AGAR KOI KARTA HE TO BHARI JURMANA ……………….
AAP SEARCH KAR YE TO KAHI BHI DEKH SAKTE HE KITNI HI SITES MIL JAYENGI… .DHOKHEBAJI TO AAPNE KI HE SARKAAR NE NAHI …………………………..
KISI OR LANGUAGE SE 74+ MARKS BANA LIYE OR AB AAPKO ENGLISH ME JOB CHAHIYE ESA NAHI HOTA MADAM
AAP AKELE NAHI HE OR BHI KAI HE BIRLE IS DUNIA ME VO BHI KAL COURT CHALE GAYE AAPKE REET BHAI BHANDHU………………OR HUM 80% REET ME OR 81 % RTET ME LAKE BHI BUS WAIT KAR RAHE HE ARE HAMNE KISKA KYA BIGADA
3. banti
jab bhasa ka fark nai padega to test kiska tha, bina competition liye man le ki tum phd english, hindi, sansrit ho, reet ki merit par bharti hogi ye maan liya swarthiyo ne ye nai kaha ki science and sst bhi to reet me alag he to sst valo ko bhi science me dal do, TUM KITNA HI SHOR MACHA LO,
JAB TUM SAANT HO JAAOGE OR SAAYAD DECISION SARKAAR KE FAVOUR ME NAI AAYA TO BHI ME SARKAAR KE SAATH VAPAS SUPREME COURT TAK LADUNGA OR JEETUNGAA BAHUT SE ACCHE ACHHE VAKIL HE MERE PAAS SUPREME COURT TAK VO BHI FREE, AAA JAO SAB MEDAAN ME AB DIMAG KA YUDDH HONA HI HE TO SAHI SAB KO DEKH LIYA JAYEGA…………………………………..
pichle saalo ki kai bhartiya saboot he jo science ka student he usne sst se 3rd grade teacher ki pariksha di or safal hua or sst se joining li………………………………………..pichle 10-15 saalon me jo bhi teacher bane sarkaar ke isi rule se bane tumari vajah se sabko bahar ka rasta to nahi dikhaya ja sakta,
rule aaj 2-3 mahine me nahi banaa he ye to 15 saal purana ncte ka rule he ki 3rd grade teacher me sirf graduation+bed hi chahiye, na koi stream na koi language bas patrata pariksha me sarkaar ke rule hi chalenge jisne 5 saal ba bed padhne vaalo ke nai, sabji mandi to he nai jo sarkaar ko sabji bechni he sabko ye to government job he jo kuch ko hi milegi
jab sab pataa he to bhi faltu ki aasa me court me gumenge ….LLB kar lo court case karne me aasani rahegi………………100-500 ki kamayi bhi ho jayegi…
medhavi yahaa 3rd me nai gumte vo to duniya chalate he kuch kiya hi nai kuch bane hi nai swaghosit medhavi………………mammi papa ke hosiyaar-hosiyaar karne se kuch nahi hota………
padhne se hota he vo to karna nai bas ……….bina padhe bina reet me subject liye ………………..inke tohfe me naukri de do…
reet me language koi or uske basis par 75-80 number bana liye or ab in sabko english me job chahiye, exam ke vakt aankhe band thi, khopri kharab thi, ya khopri me bhusa bhara tha….kuch samaj nai aata ……………or ye court 4-4 mahine me ek sunvaayi puri karta he ………………..ab to rajasthan ko bhartiyo ke mamlo ke niptare ke liye alag se ek court banana hoga taki student ka samay
bache……………………or mamlo ka jaldi niptara ho…………bz paglo ko kitna hi samjaya jay vo sudharte tabhi he jab khud sudhare…………………………..tum bhi sudhroge jab court me sarkar jitegi or tum buri tarah se haar jaoge…………………………………court me usi ko jana chahiye jo samajdaar he bevkufo ko court se door rahna chahiye
ye koi second grade ki bharti nai he jo ba and bed me englsih chahiye ye third grade ke bhari he issme koi bhi select hoga jo rajya sarkar chahegi, sarkar ne pahle hi saaaf kar diya tha ki reet se bharti hogi to kuch samaj nai aata ki 1st class ke bacho ki tarah samajana parta he
tum teacher banne ja rahe ho or bachha panti karte ho vahaa bacche tume sambhalenge ye tum bachho ko, reet me rajya sarkar ko ye hak he ki vah samay-samay par bharti process me badlav kar sakti he, bharti ke beech me kisi bhi step par, apni naukari ke liye swarthi bankar dusro ka nuksaan karne se kisi ka bhala nai hota, har baat par court chale jana bevkufo ki nisaani hai budhimano ki nai, jab graduation,
bed sabi me english thi to reet me bhi leni thi, ye sabit karta he ki jo aapne itne baras padha aapko us par bhi visvaas nai he to court aap par kyon visvaas karegaa, bevkefo sudhar jaao nai to dusri naukrie bhi haath se nikal jaaegi or saayad tum kisi or ke laayak hi nai isleye is bharti ke peeche par gaye, mere paas ese ese point he ki me 10 saal tak court me iss bharti ko latka sakta hoon or pese ki koi kami nai he lekin me to nai gayaa,
muje pata he ki kismat se or samay se pahle kisi ko kuch nai milta kitne bhi haath per mar lo……………………………………………………..faltu vakt he jinke paas vo dusro ka samay hi barbaad karenge or kuch nai………………………………………………..
samay paltwar karegaa or jo tum dusro ke saath karte ho tumare saath vahi or usse badtar hoga, rajasthan ke saare bevkefo student ko appeal he ki har baat par court jana chhore………………………………………or science me 6000 post nikal jaati to bhi court chale jaate,……………………….
dosto jid chhro rule sabke liye he ek ek student ko bitha bitha kar to rule nahi banaya ja sakta na or ye tumari galti he, jab sarkar ne saaf kar diya ki reet se hi merit banegi to tumne 5 saal english padhi ba and bed me or reet me nahi li, ye to reasoning he samjane ki, bilkul bakvaas is baar to bilkul bakvaas,
kisi bhi rajya me esi faltu baato par court ka vakta barbaad nahi hota bas rajasthan me hi hota he 50-60 milkar jaayenge 100-100 rupye me vakil kharidkar dusro ka samay barbaad karenge, …………………………………………………………………itne medhavi ho to or kai tarah ki vacany he vaha try karo, billi ke bhaag ka chhinka tut gayaa to tut pare court case par…………………………………………………………………..
samay ki kimat nahi samjate, tumare faltu issue se koi real intelligent student ese hi tadpata he bina kisi vajah………………………………………..tum log swarthipan se bhare hue ho merit 75+-2 rahegi to bhi 65% vala kahega mere ba bed me english thi are ye 3rd grade ki bharti he age se sudhar jaana nai to tume sudharne ko sirf or sirf osama bin laaden jinda hokar aayega sudharo taabron sudharo……………………………………………………………………………………………………………………….
4. REET Subject Suggestions
REET Related Important Information
- Group on Facebook – REET Recruitment
- Page on Facebook – REET Exam
- Job & GK Group on Facebook – Daily Jobs & GK
- Job & GK Page on Facebook – Daily Jobs update
दोस्तों आप से निवेदन है कि इस पेज को अपने दोस्तों के साथ जरूर शेयर करे ताकि ये पेज ज्यादा से ज्यादा लोगो के पास पहुच सके | नीचे एक बटन दिया गया उस से आप WhatsApp और फेसबुक पर इस पेज को शेयर कर सकते हो
एनसीटीई के अनुसार लेवल एक व लेवल दो, दोनों की भाषा प्रथम “मीडियम आफ इंस्ट्रक्शन” होती है। “मीडियम ऑफ इंस्ट्रक्शन” का तात्पर्य वह भाषा है जिस माध्यम से शिक्षण कार्य होता है। राजस्थान में “मीडियम आफ इंस्ट्रक्शन” मात्र हिंदी व अंग्रेजी है। तो फिर दोनों लेवलों की भाषा प्रथम में हिंदी व अंग्रेजी के अतिरिक्त उर्दू, संस्कृत, सिंधी, पंजाबी और गुजराती को क्यों शामिल किया गया है। राजस्थान में ऐसा क्यों हो रहा है समझ से परे है।
सर मेरे बीए मे histroy eco. Political subject the to main reet main language ke rup main konsa subject lu.
Achanak gk syllabus m dena galat h mentaly prepare nhi h iske liye . Gk ka achanak syllabus m lana galat h . Next vacancy pr kr dena chaiye pr is bro nhi. Kuki married logo k liye gk k bjah se tyari krna muskil h
Ma ke Bess pe bed karne wale reet ka Frome bhar sakte ke kya
2nd year bed wale bhar sakenge
MA ke bech se b.ed kese hota h..
Hii sir mere b.ed m English literature subject thi aur reet ka form bhrte time 1st language to Hindi aur 2nd sanskrit le skte h kya 2nd language m English lena jaruri nhi h na apne according koi bhi subject choose kr skte h na
nhi koi jaruri nhi hai
YES
Jldi krwa do ab exam plz pura sal kharab ho gya reet ke liye mene M.A nhi ki taki pura dhyan reet pe de sku
हिंदी साहित्य से B.Ed किए हुए अभ्यर्थी को रीट में कौन- कौन से विषय ले सकता है
SST को मुख्य विषय लेना होगा
Sir mere b. A. Me 44parsent he or m. A. Me 55patsent he me B. Ed kar rha hu or me reet ka paper de sakta hu sir bad me koi problem nahi aaye gi plzzzz
Up ke student bhi REET ka form fill kar sakte hain
ha bhar skte hai
Well-done banti ji.
Bsc.home science wale reet me konsa subject le?
Pata chala ho to mujhe bhi bataye
Kuch pata chala kya b.sc home science wale reet de sakte h kya
de skte hai.. kisne bola nhi de skte
Sir Aaz YouTube p ek News thi ki BHSC(group home science )walo ko bhi REET 2021 ki liye allow karna chahiye kyunki home science wale eligible ni h.
Plzzzzzz kya aap meri help karenge
Meri Graduation BHSC(group home science)with 65+ % se
Or BEd. Meine Social Study se ki h 69% se
KYA MEIN REET 2021 KA EXAM DE SAKTI HU KYA?
KRAPAYA MARGDARSHAN KARE)
acf/rfo( forest department) ki examine me gk,english ka paper ek hi ho 200 question ,200 marke &3 hours tune ese hi offnal subjest k a bhi ek hi paper ho 200 que 200marke three hours time ho ek hi din me two shifits me exam complete ho sakti h
Plz iska koi solution bataiye
Sir mera selection Reet level 2 me hua h but residential certificate 25 k bad ka hone se kafi problems ho rhi….
sir vishes tsp online ka cirtificate reet 2 level 25 se phle ka nhi h . kya abhi online bnva skta hu kya
kyoki 24 ko aavedn kiya lekin 27 ko mere sath dhokha hua . correction ke nam pr new patvari report mangvai purani le li or purani fad di fir mana kr diya vishes bnvane ki date khatm ho chuki h
Sir jin students k pass home science h unke form me vo kya subject fill kare…
Mera bhi same problem hai help me
Sar reet me konasi bhasha le to fayada rahata h me Sanskrit pad raha hu
I am pinki , mare reet me 72% bani hain agar B.A ke no judte hain to mere % kam to jayegi kyoki b.a me mere 53% hi hain , b.a meri 10 saal purani hain tab etne hi no aate the . Ginki situation mere jaisi hain sab milker meri help kare ki hum kya kar sakte hain. Plz☺
अभ्यर्थियों का क्या होगा जिनके B.Ed सेकंड ईयर चल रही है और उनका B.Ed का रिजल्ट नहीं आया है और रीट में अच्छे नंबर आ रहे हैं
mere b.ed or graduation me sanskrit or hindi dono hai to kya me reet 2018 me dono sub. se form daal sakta hu
English se additional b. a. hu……… But B. Ed.mein English Nahi h…… Kya English se second grade teacher English ka exam fight kr skta hu
सर.. मैं reet 1 level से हु तो मुझे आवेदन करते समय Bstc के कुल अकं मैं Practical के नम्बर जोडने हैं जेसै लिखित मे 1600 मे1036 हैं और Practical मे कुल 600 मे 437 है तो Perchentage kya भरना हैं
2 10th m supplymentry pass hu to perchentage केसे भरना हैं
Sir,mere reet me english sub. se 65% bn rhi h..Aor present me b.ed last year me hu….Sir. aap muje btaye ki muje is 3rd grade 2018 me samil krenge ya nhi…Plz help me
अंग्रेजी अध्यापक के लिए बी.एड. में भी टीचिंग सब्जेक्ट में भी अंग्रेजी विषय होना चाहिये लेकिन अभी सूनने में आया है कि जिनके बी.एड. में टीचिंग सब्जेक्ट में अंग्रेजी विषय नही है उन्हे भी अंग्रेजी विषय का अध्यापक बनाया जा रहा है फिर कोई क्यों सैकड़ो हजारो किलोमीटर दूर जाकर खर्चा लगाकर अंग्रेजी से बी.एड. करेगा। जिनके बी.एड. में टीचिंग सब्जेक्ट में अंग्रेजी विषय नही है उन्हें बाहर का रास्ता दिखाओ।
Sir mene reet 2nd level 2018 diya isme omr me roll no anko me likh diye evm roll n k niche kolm me gole bhulvas bhrne reh gye aapse hath jod kr nivedn h ko meri presani ko dur krne ki kst krave kyuki mera papper bahut asca gya h lakin ye problm bhul vs ho gai …
Reet 102 marks and graduation 50% sc condidate in english level 2 any chance
Meri sikayat ye hai ki rpsc ne 2017 ki notification mein eligibility criteria ko update nahi kiya hai
B.sc 77% and ab reet m kitne marks aaye ki selection ho jayee???
Respected.
I would like inform that you to. MY Reet registration successfully. But TSP option selection related mistake. i want this application correction please help me.
BSER Department me surges After then 30 Dec correction Date.
But not available this facility online form correction. Please guide me help me
Hello Team,
On 24 Nov i had transaction for applying rajasthan (india) teacher. I have done 4 transaction but first 2 transactions was failed but amount had deducted from my ICICI account. amount was(551.38 Rs.) 2 times. Till now it has not refunded by your side. I have talk with bank but they are saying the amount has settled by merchnat so please resolve or refund my amount( 1102.76 Rs.). Its serious concern i hope you assist me as soon as possible .
Contact Number (919575320078)
NAMASTE SIR
VIKALANG CANDIDATE KO EXAM DENE HETU AKSAR BUS STAND YA RAILWAY STATION SE DUR EXAMINATION CETER JANA HOTA HE JISASE VIKALANG JANO KO KAFI PARESHANI KA SAMANA KARANA PADATA HE .
MERA SUJAV HE KI VIKALANG JANO KI SHARIRIK SAMASYAO KO DHYAN ME RAKHATE HUA VIKALANG JANO KA PARIKSHA CENTER RAILWAY STATION YA BUS STATION KE NAJDIK HO.
DHANYAWAD
LALIT CHOUBISA
plz fast me answer
any suggestion any one person
reet form problem
Plzzz provide science notes bio and chemistry for reet level 2
Ye nhi karenge upload science k notes……
MAINE SUNA H KI JIS B.ED WALE KE B.A. 50% MARKS NAHI H WE REET2017 ME APPLIACATION KE LIYE AYOGY HAI.KYA YAHA SAHI HAI . JAB B.ED 40%-45% PAR KARE RAHE HAI TO ESA KYO.
M b.ed 2nd year ki student hu m reet ka exam de Sakta hu kya and Ha to pas hone par job b milege ya n